Tuesday, August 12, 2008

Nange Paon kaa Sankalp


Jisne nange paon rahne ka sankalp liya
Bhoutikwadi dunia mein ek anokha kaam kiya
Zeena to usi ka hai jo auron ki khatir jiya
Ki har dil par naam likh diya RAJESH SINGH SISODIA.
Jo nange paon chalte hain
Wo sangharshon me palte hain To girte aur sambhalte hain
Ve jivit atambal se hain Apne pran par atal se hain
Tu andhere mein jalta ek diya hai
Naam tera RAJESH SINGH SISODIA hai
Nange paon chalne ko jo dridhra sankalpit hain
Jab tak naa rahega koi bandhua baal shramik
Bacchhon ko ye adhikaar dilane ko
unke adhron par bholi muskan lane ko
Ye upvan ki ankhil kali hain Inke khilne khushbu bikherne tak Dridrha sankalpit hain, jo nange paon chalne ko.

1 comment:

Manu said...

Hello Mr Rajesh...I wanted to get in touch with you...can I have your email Id...I am an independent journalist based in Chandigarh and currently working on a non-profit project...www.goimonitor.com. Please write to me at moudgilmanu@gmail.com so that we can correspond.

Regards,
Manu